Garcha Tu Zindani-e-Asbab Hai
Qalb Ko Lekin Zara Azad Rakh
Though you are bound by cause and effect
Keep your heart a little independent
Aqal Ko Tanqeed Se Fusat Nahin
Ishq Par Amaal Ki Bunyad Rakh
Intellect is not free from criticism
Establish the foundation of your deeds on Love
Ae Musalman! Har Ghari Paish-e-Nazar
Aaya-e-‘La Yukhliful Miaad’ Rakh
O Muslim always in your mind
Keep the verse La Yukhlif ul mi‘ad
Ye ‘Lasan Al Asr’ Ka Pegham Hai
“Inna Wadallahi Haqqun Yaad Rakh"
This is the message of the Voice of Time
Always deep in heart Inna wa`d‐Allah i Haqqun
Qalb Ko Lekin Zara Azad Rakh
Though you are bound by cause and effect
Keep your heart a little independent
Aqal Ko Tanqeed Se Fusat Nahin
Ishq Par Amaal Ki Bunyad Rakh
Intellect is not free from criticism
Establish the foundation of your deeds on Love
Ae Musalman! Har Ghari Paish-e-Nazar
Aaya-e-‘La Yukhliful Miaad’ Rakh
O Muslim always in your mind
Keep the verse La Yukhlif ul mi‘ad
Ye ‘Lasan Al Asr’ Ka Pegham Hai
“Inna Wadallahi Haqqun Yaad Rakh"
This is the message of the Voice of Time
Always deep in heart Inna wa`d‐Allah i Haqqun
Ye ‘Lasan Al Asr’ Ka Pegham Hai
ReplyDelete“Inna Wadallahi Haqqun Yaad Rakh"
ALLAH pak k sath rohon nay wada liaa. or unko qalab e saleem ata kia gaya jo us bargah se la kr dunya mai zaya kr daytay hian wo wapis qalab e saleem nahi lay jatay. or isi baat per insan ki pakar ho gi. salamti wala dil wo hota hai jis main bugz, hasad,keena wa dushami nahi hoti..
Can anyone please give me explanation of this poem? Thanks in anticipation.
ReplyDeleteGarcha Tu Zindani-e-Asbab Hai
ReplyDeleteQalb Ko Lekin Zara Azad Rakh
( Even though if you are busy in your daily routine of improving yourself(I This duniya) don't let The love of this duniya make a place in your heart, means keep your heart free from the love of this world, be like a drop of oil in water , oil doesn't merge itself in water )
ALLAH taala ne Quran ke hifaazat karne ka zimma khud liya hai ..yaani Qayamat tak Quran ka sahi interpretation karne waali jamaat hogi aur haque ka galba hoga ..now it is upto me our us we stand ..we are not saviour of Islam we are servent and mortel to obey ALLAH and Rasul and authority among us..woh moaziz thy dunya me musalmaa hokar ..aur hum khwaar huve taaiqe Quraan ho kar ..ALLAH ho aalam Bissawaab..
ReplyDelete