Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Zarb-e-Kaleem-006) Tan Ba Taqdeer

Tan-Ba-Taqdeer
Submission To Fate

Issi Quran Mein Hai Ab Tark-e-Jahan Ki Taleem
Jis Ne Momin Ko Banaya Meh-o-Parveen Ka Ameer

The Quranic teaching that did bring the Moon and Pleiades within human
Is now explained in manner strange, ’Twixt man and world to cause a breach.

‘Tan Ba Taqdeer’ Hai Aaj Un Ke Amal Ka Andaz
Thi Nihan Jin Ke Iradon Mein Khuda Ki Taqdeer

Their mode of work has changed entire, Before the freaks of Fate they bow:
They had a say in what God decreed, But Muslims have now fallen low.

Tha Jo ‘Na-Khoob’ Batadreej Wohi ‘Khoob’ Huwa
Ke Ghulami Mein Badal Jata Hai Qoumon Ka Zameer

What was so evil has by steps  put on the shape of good and fine:
In state of bondage, as is known, the shift of conscience is quite sure.

4 comments:

  1. kia khoob frmaya

    ReplyDelete
  2. Thi Nihan Jin Ke Iradon Mein Khuda Ki Taqdeer
    khuda e pak ki banai hoi taqdeer hamisha achi hoti hai. or wo log hamisha pyar, aman, shanti hi distribute krtay hian jo taqdeer e ilahi k daee hotay hian.


    ReplyDelete