Pages

(Zarb-e-Kaleem-084) Hukumat

Hukumat
Government

Hai Mureedon Ko To Haq Baat Gawara Lekin
Sheikh-o-Mullah Ko Buri Lagti Hai Darveshon Ki Baat

My talk makes Shaykh and Mullah show wrath undue,
Though disciples can put up with what is true.

Qoum Ke Hath Se Jata Hai Mataa-e-Kirdar
Behas Mein Ata Hai Jab Falsafa-e-Zaat-o-Sifat

That race is soon deprived of glorious deeds,
For talk on Being and Attributes hatred breeds.

Gharche Iss Dair-e-Kuhan Ka Hai Ye Dastoor-e-Qadeem
Ke Nahin Mai Kudah-o-Saqi-o-Meena Ko Sabaat

This cosmos old is wrought in such a cast
That tavern, saki and flask donʹt for eʹer last.

Qismat-e-Badah Magar Haq Hai Ussi Millat Ka
Angbeen Jis Ke Jawanon Ko Hai Talkhaab-e-Hayat !

That nation has the right to luck in life
Whose youth for honey take worldly blows and strife.

No comments:

Post a Comment