Pages

(Zarb-e-Kaleem-157) Nafsiyat-e-Ghulami

Nafsiyat-e-Ghulami
The Psychology Of Slaves

Shayar Bhi Hain Paida, Ulma Bhi, Hukma Bhi
Khali Nahin Qoumon Ki Ghulami Ka Zamana

There are poets, there are scholars, and there are sages—
A nation’s days of slavery are not uneventful!

Maqsad Hai In Allah Ke Bandon Ka Magar Aik
Har Aik Hai Go Sharah-e-Maani Mein Yagana

But every one of them—poor creatures!—has a single goal,
Though each is unique in the ideas he expounds:

'Behtar Hai Ke Sheron Ko Sikha Dain Ram-e-Aahu
Baqi Na Rahe Sher Ki Sheri Ka Fasana'

‘Better teach the lion to take flight like a deer,
So that the legend of the lion’s courage is forgotten!’

Karte Hain Ghulamon Ko Ghulami Pe Razamand
Taveel-e-Masael Ko Banate Hain Bahana

They seek to make the slaves feel at ease with their slavery,
Pretending to ‘expound and reason things out’.

No comments:

Post a Comment