Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Bal-e-Jibril-179) Mahir-e-Nafsiyat

Mahir-e-Nafsiyat Se
To The Psychologist


Jurrat Hai To Afkar Ki Dunya Se Guzar Ja
Hain Behar-e-Khudi Mein Abhi Poshida Jazeere

Transcend the intellect if you have courage to do so:
There are islands hidden in the ocean of the self as yet.

Khulte Nahin Iss Qulzam-e-Khamosh Ke Asrar
Jab Tak Tu Iss Zarb-e-Kaleemi Se Na Cheere

The secrets of this silent sea, however, do not yield
Until you cut it with the blow of the Moses’ rod.

4 comments:

  1. Ehl-e-tasawuf he in baton ko samajh sakta hai...

    ReplyDelete
  2. First verse: Khudi ka raaz apni sochoN per qaboo paye bina nahib khulta.

    Verse second: Aur yeh sochoN ki khamoshi nahi hasilbhiti jab tak sochoN ko bolne na diya jae

    ReplyDelete
  3. Just as Moosa pbuh made God to speak, make your mind speak to you too yo.

    ReplyDelete