Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Zarb-e-Kaleem-106) Aurat Aur Taleem

Aurat Aur Taleem
Education And Women

Tehzeeb-e-Farangi Hai Agar Marg-e-Umoomat
Hai Hazrat-e-Insan Ke Liye Iss Ka Samar Mout

If Frankish culture blights the motherly urge,
For human race it means a funeral dirge.

Jis Ilm Ki Taseer Se Zan Hoti Hai Na-Zan
Kehte Hain Ussi Ilm Ko Arbab-e-Nazar Mout

The lore that makes a woman lose her rank
Is naught but death in eyes of wise and frank.

Begana Rahe Deen Se Agar Madrasa-e-Zan
Hai Ishq-o-Mohabbat Ke Liye Ilm-o-Hunar Mout

If schools for girls no lore impart on creed,
Then lore and crafts for Love are death indeed.

9 comments:

  1. Can any body give me a reference to a book... where I can find Tashreeh ( detail ) of this nazam...
    and also some other nazam e.g. Wataniyat , niya shiwala & iblees ki majlis-e- shoora and Aurat aur Taleem

    ReplyDelete
  2. sameeeeeeee 3 one

    ReplyDelete
  3. @ forgottengeekanoid
    Prof yusuf saleem chisti has written detailed sharah of iqbal's all work(Urdu & Farsi)
    you can get these work @ idara mohsin-e-insaniyat in lahore

    ReplyDelete
  4. ko nahi di jati taaleem udaano ki,
    Woh khud hi tay karte hai manzil asmano ki,
    Rakhta hai jo housla asman ko chune ka,
    Usko nahi hoti parwah gir jane ki.

    ReplyDelete