Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Zarb-e-Kaleem-167) Jamiat-e-Aqwam-e-Mashriq

Jamiat-e-Aqwam-e-Mashriq
An Eastern League Of Nations

Pani Bhi Musakhar Hai, Hawa Bhi Ai Musakhar
Kya Ho Jo Nigah-e-Falak-e-Peer  Baal Jaye

Conquered the waters,conquered the air—
Why should old heaven changed look not wear?

Dekha Hai Mulookiat-e-Afrang Ne Jo Khawab
Mumkin Hai Ke Uss Khawab Ki Tabeer Badal Jaye

Europe’s imperialists dreamed—
But their dream soothsayers soon may read a new way!

Tehran Ho Gar Alam-e-Mashriq Ka Jeneeva
Shaid Kurra-e-Arz Ki Taqdeer Badal Jaye!

Asia’s Geneva let Tehran be—
Earth’s book of fate new statues may see.


1 comment:

  1. Iqbal (A-R) ka khab aj porah horaha hyi 13-07-2015

    ReplyDelete