Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Bal-e-Jibril-111) Atta Aslaf Ka Jazb-e-Darun Kar

Atta Islaf Ka Jazb-e-Daroon Kar
Shareek-e-Zamarahu La Yahzanoon, Kar

Grant me the absorption of the souls of the past,
And let me be of those who never grieve;

Khirad Ki Ghuthiyan Suljha Chuka Main
Mere Moula Mujhe Sahib-e-Junoon Kar!

The riddles of reason I have solved, but now,
O Lord! Give me a life of ecstasy

5 comments:

  1. Allama iqbal ki tadawwuf mein dilchaspi in ashar se saaf zahir hoti hai...

    ReplyDelete
  2. Shareek-e-Zamarahu La Yahzanoon, Kar

    La Yahzanoon..aisay log jins per koi khof nahi... Jo apnay nafas ko fana kr k Rabb k sath baka hasil kr lain. wo dunya mai Rah kr rabb ka deedar wa mualkaat hasil kr laytay hia. or yeh sub mutu qabla antamatu k bina hasil nahi. k marnay se pehlay mar jao... phir hi yeh makam hasil ho skta hai.

    ReplyDelete
  3. Please explain 3rd and 4th line as well

    ReplyDelete
  4. Khird ki ghuthyaan suljha. Huka main
    Mere mola mjhe sahab e janoon kar

    ReplyDelete