Pages

(Zarb-e-Kaleem-039) Qalander Ki Pehchan

Qalandar Ki Pehchan
The Recognition Of A Qalandar

Kehta Hai Zamane Se Ye Darvesh-e-Jawan Mard
Jata Hai Jidhar Banda-e-Haq, Tu Bhi Udhar Ja!

A Dervish bold proclaims with main and might
My guidance take, tread path quite straight and right!

Hangame Hain Mere Teri Taqat Se Zaida
Bachta Huwa Bunigah-e-Qalandar Se Guzar Ja

Beyond your might and nerves my tumults lie,
With caution great by Qalandarʹs dwelling hie!

Main Kashti-O-Mallah Ka Mauhtaj Na Hun Ga
Charhta Huwa Darya Hai Agar Tu To Utar Ja

The help of skiff and guide I do not need,
If you are swollen brook, come down with speed!

Torha Nahin Jadoo Meri Takbeer Ne Tera?
Hai Tujh Mein Mukar Jane Ki Jurrat To Mukar Ja!

Has not my Takbir broke your charm?
Revoke, if show of courage does not harm!

Meher-O-Mah-O-Anjum Ka Mahasib Hai Qalandar
Ayyam Ka Markab Nahin, Rakin Hai Qalandar

A dervish holds the reins of time like steed,
He brings sun, stars and moon to book with speed!

6 comments:

  1. http://urdujang.blogspot.com/

    ReplyDelete
  2. Dunya mein sareh teen Qalandar hein.Shahbaz,Bu Ali,IQBAL aur Rabia adhi Qalandar.

    ReplyDelete
  3. kisi ko samajh bhi lagi hai kay iqbal ne kaha kya hai ?????
    ya yunhi achi achi hai ki rutt laga rakhi hai

    ReplyDelete