Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Bal-e-Jibril-122) Qataa - Iqbal Ne Kal Ahl-e-Khiyaban Ko Sunaya

Qataa

Iqbal Ne Kal Ahl-e-Khayaban Ko Sunaya
Ye Shair-e-Nishat Awar-o-Pursouz-o-Tarabnak

Iqbal recited once in a garden in Spring
A couplet cheerful and bright in tone and spirit:

Main Soorat-e-Gul Dast-e-Saba Ka Nahin Mouhtaj
Karta Hai Mera Josh-e-Junoon Meri Qaba Chaak

Unlike the rose, I need no breeze to blossom.,
My soul doth blossom with my ecstasy.

1 comment: