Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Armaghan-e-Hijaz-26) Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-e-Shaheen (دراج کی پرواز میں ہے شوکت شاہین) The partridge flies with the majesty of the falcons

(5)
Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-E-Shaheen
Hairat Mein Hai Sayyadm Ye Shaheen Hai Kh Durraj !

The partridge flies with the majesty of the falcons;
the hunter is nonplussed: is it a partridge or a falcon?

Har Qoum Ke Afkar Mein Paida Hai Talatum
Mashriq Mein Hai Farda’ay Qayamat Ki Namood Aaj

Every nation is astir, her thoughts in a constant flux;
today we see in the East the signs of tomorrow’s resurrection.

Fitrat Ke Taqazon Se Huwa Hashar Pe Majboor
Woh Murda Kh Tha Bang-E-Sarafeel Ka Mohtaj

The deadbody, awaiting Israfil’s Call, has all of a sudden risen to life:
Nature’s pitiless laws work wonders.

4 comments:

  1. Ahan ........... !! Tehzeeb-e-Maghrib ki Haqeeqat par Hazrat-e-Mujaddid-e-Iqbal(Ra) ki Shandaar Zarb

    ReplyDelete
  2. Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-E-Shaheen
    Hairat Mein Hai Sayyadm Ye Shaheen Hai Kh Durraj !

    The partridge flies with the majesty of the falcons;
    the hunter is nonplussed: is it a partridge or a falcon?

    ReplyDelete
  3. Fitrat Ke Taqazon Se Huwa Hashar Pe Majboor
    Woh Murda Kh Tha Bang-E-Sarafeel Ka Mohtaj

    ReplyDelete