Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Armaghan-e-Hijaz-23) Mout Hai Ek Sakht Ter Jis Ka Ghulami Hai Naam (موت ہے اک سخت تر جس کا غلامی ہے نام) Harder than death is what thou call’st slavery

(2)
Mout Hai Ek Sakht Tar Jis Ka Ghlami Hai Naam
Makar-O-Fan-E-Khawajgi Kash Samajhta Ghulam !

Harder than death is what thou call’st slavery,
would that slaves understand master’s tricks;

Shara-E-Malookana Mein Jiddat-E-Ehkaam Dekh
Soor Ka Ghogha Hilal, Hashar Ki Lazzat Haram !

Strange are the ways of imperialists:
they allow the sounding of trumpet; but forbid resurrection.

Ae Kh Ghulami Se Hai Rooh Teri Muzmahil
Sina’ay Be-Soz Mein Dhoond Khudi Ka Maqam !

Thy soul is weary under the stress of slavery,
build niche for khudi in thy impassive breast

1 comment:

  1. Mout Hai Ek Sakht Tar Jis Ka Ghlami Hai Naam
    Makar-O-Fan-E-Khawajgi Kash Samajhta Ghulam !

    Harder than death is what thou call’st slavery,
    would that slaves understand master’s tricks;

    ReplyDelete