Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Zarb-e-Kaleem-073) Aqwam-e-Mashriq

Aqwam-e-Mashriq
Eastern Nations

Nazar Ate Nahin Be-Parda Haqaeq  Un Ko
Ankh Jin Ki Huwi Mehkoomi-o-Taqleed Se Kaur

Reality grows blurred to eyes whose vision
Servility and parrot‐ways abridge.

Zinda Kar Sakti Hai Iran-o-Arab Ko Kyun Kar
Ye Farangi Madniyat Ke Jo Hai Khud Lab-e-Gaur !

Can Persia or Arabia suck new life
From Europe’s culture, itself at the grave’s edge?

No comments:

Post a Comment