Translation 1 (By Prof. Yousaf Saleem Chishti)
Hussain Ahmad
Ajam Hanooz Nadand Rumooz-E-Deen, Warna
Za Deoband Husain Ahmad! Aen Che Bu-ul-Ajabi Ast
The Ajamites do not yet know, The fine points of our faith;
Otherwise Husain Ahmad of Deoband! What is this foolhardiness?
Saroad Bar Sar-E-Minbar Ke Millat Az Watan Ast
Che Bekhabar Za-Maqam-E-Muhammad (S.A.W.) Arabi Ast
A sermon-song from the pulpit that a nation by a homeland be!
From the real position of the Arabian Prophet (PBUH), How sadly unaware is he!
BaMustafa (S.A.W.) Barsaan Khowesh Ra Ke Deen Hama Ost
Agar Bah O Ner Sayyadi, Tamam Bu-Lahabi Ast
Your self merge with Mustafa (PBUH) for all faith embodies in Him!
If you do not reach up to Him It is all Bu Lahab’s idolatry!
***
Ajam Hanooz Nadand Rumooz-E-Deen, Warna
Za Deoband Husain Ahmad! Aen Che Bu-ul-Ajabi Ast
The Ajamites do not yet know, The fine points of our faith;
Otherwise Husain Ahmad of Deoband! What is this foolhardiness?
علامہ اقبال فرماتے ہیں کہ مجھے ایسا معلوم ہوتا ہے کہ عجمی لوگ ابھی تک دین اسلام کی حقیقت سے آگاہ نہیں ہوئے ورنہ یہ کیسے ممکن تھا کہ دیوبند کے حسین احمد مسلمانوں کو ایسی تلقین کرتے جو سراسر اسلام کی روح کے خلاف ہے.
Saroad Bar Sar-E-Minbar Ke Millat Az Watan Ast
Che Bekhabar Za-Maqam-E-Muhammad (S.A.W.) Arabi Ast
A sermon-song from the pulpit that a nation by a homeland be!
From the real position of the Arabian Prophet (PBUH), How sadly unaware is he!
یعنی جو شخص مسلمان ہو کر یہ کہتا ہے کہ ملت اسلامیہ کی بنیاد وطن ہے یا مسلمان غیرمسلموں کے ساتھ مل کر متحدہ قومیت بنا سکتے ہیں یا کافر اور مسلم دونوں مل کر ایک قوم بن سکتے ہیں وہ سرکار دو عالم صلی الله علیہ وسلم کی تعلیمات سے بلا شبہ بےخبر ہے.
BaMustafa (S.A.W.) Barsaan Khowesh Ra Ke Deen Hama Ost
Agar Bah O Ner Sayyadi, Tamam Bu-Lahabi Ast
Your self merge with Mustafa (PBUH) for all faith embodies in Him!
If you do not reach up to Him It is all Bu Lahab’s idolatry!
اے مسلمان! تو وطنیت کا جدید نظریہ اختیار مت کر جس کی رو سے قومیت کی بنیاد وطن ہے، بلکہ سرکار دو عالم صلی الله علیہ وسلم کی تعلیم کو حزر جاں بنا اور حضور صلی الله علیہ وسلم کی تعلیم یہ ہے کہ مسلمانوں کی قومیت کی بنیاد وطن نہیں ہے بلکہ کلمہ توحید ہے یعنی ساری دنیا کے مسلمان ملت واحدہ ہیں اور اس لئے وہ کسی غیر مسلم قوم کے ساتھ مل کر متحدہ قومیت نہیں بنا سکتے.
اے مسلمان! اگر حضور صلی الله علیہ وسلم کی تعلیمات سے استفادہ نہ کر سکا یا ان کی روح سے آگاہ نہ ہو سکا
تو پھر تیرا علم و فضل سب بیکار ہے بلکہ وہ تیری گمراہی کا باعث ہو جائے گا.
***
نظم کا پس منظر:
مولانا حسین احمد مدنی نے ٩ جنوری ١٩٣٨ کو دہلی میں ایک تقریر کی تھی جس میں انہوں نے مسلمانوں سے یہ کہا تھا کہ موجودہ زمانہ میں قومیں اوطان سے بنتی ہیں اس لئے مسلمانوں کو لازم ہے کہ مسلمانوں کی قومیت کی بنیاد دین اسلام نہیں ہے بلکہ وطن ہے. جب مولانا کی یہ تقریر حضرت علامہ اقبال کی نظر سے گزری تو انہیں سخت ملال ہوا کہ مولانا نے عالم دین ہو کر یہ خلاف اسلام تعلیم کس طرح مسلمانوں کے سامنے پیش کی اور کس طرح انہیں اس کے قبول کرنے کا مشوره دیا؟ کیونکہ قرآن، حدیث اور فقہ تینوں کی رو سے مسلمانوں کی قومیت کی بنیاد کلمہ طیبہ ہے نہ کہ وطن.
نظم کا لہجہ قدرے درشت ہے لیکن اس کی وجہ یہ ہے کہ مولانا کے اس ارشاد سے اقبال کو بہت شدید روحانی کوفت اور ذہنی اذیت پہنچی تھی.
نظم کا لہجہ قدرے درشت ہے لیکن اس کی وجہ یہ ہے کہ مولانا کے اس ارشاد سے اقبال کو بہت شدید روحانی کوفت اور ذہنی اذیت پہنچی تھی.
Wah g wah !
ReplyDeletechha gaye hain Hazrat Iqbal !
Allah unn k darjaat buland keray !
ab mujhe samajh ayi k Hazrat iqbal pe deobandiyon ne kufr k fatway kyun lagaye thay.
JazakAllah for posting translation.
OOO Mister Hussain Allama Iqbal is Also Deobandi okay. must read the history ...... and i don't know that the first poetry is belong to him or not because there is not any reference at the end of the part of Poetry.........
Deletejanab khan sahib! allama iqbal rahmtullah alaih deobandi naheen they yeh likh lejay. wo sunni thay aur silsilah qadria say ta'alluq rakhtay thay. Aap doosron ko histry parhanay kee baja'ey khud parein. Aur Armaghan-e-hijaz kee copy khareed kar khud dekh lein.... ya phir agar aap waqe'hee sahee lines par thos mahloomat chahtay hein to kisee bari library mein IQBALIAAT kay section mein apni charpai bicha lein.....Insha Allah haqeeqat jan jaen gay. kia aap jantay hein keh abu-ul kalam azad deobandi jo keh kangrisee mulla tha, wo india ka educational minister banaya gia tha.....kiun hindo deobandion par itnay mehrban thay....is liay kah unhoon nay mimbar-e- Rasool-e-kareem S.A.W.S par gandhee ko bitha kar hindo muslim bhai bhai ka nahra lagaia tha.
DeleteO Allah taala please save us form this fitna, still Deobandi, Brailvi.....
Deleteyou people are still dividing us, shame on you
Some Ashaar from Jawab-e-Shikwa
DeleteHarm-e-Paak Bhi, Allah Bhi, Quran Bhi Aik,
Kuch Bari Baat Thi Hote Jo Musalmaan Bhi Aik!
Firqa Bandi Hai Kahin, Aur Kahin Zaatain Hain
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatain Hain?
Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho
Tum Sabhi Kuch Ho, Batao To Musalman Bhi Ho!
Afsos hua hminnocent khan ki baton py
Deletekun k ye phir se sunni or deobandi ki baton py chale gye
Haqeeqt main Allama Iqbal na sunni thay na sheea thy na he Deobandi thay
Unka mazhab to wo tha jo Huzoor S.A.W ka tha
m swal krta hon k Huzoor S.A.W ka mazhab kia tha????
Kia wo sunni, sheea ya deobandi thay?????
@ Hussain Allama Iqbal ko Kafir kis nay Qarar dia? Ap ko history ka ilm hai? Allama ko maulana Ahmed Raza Khan bRELVI NAY KAFIR qARAR DIA HAI.
Deletehello bhai jan apny kha sy parha hai k Imam Ahmad Raza khan brelvi (R.A) ny allama iqbal ko kafir qarar diya h. . .iqbal to peer syed JAMAT ALI SHAH SAHIB (R.A) k khas thy agr mazeed history jan'ny ka shoq ho to shikwa or jawab e shikwa parho.
Deletesub doston ko salam.
Deletemje nihayat afsos se kehna par rha hy k is blog k Admin ne aik historical/tareekhi baat ko zikar kia mgr daanista ya na daanista tor per aik pehlo ko dikha k dusray pehlo ko chor dia. mazkoora baala ashaar aur un ki tashreeh likhi, acha kia, mgr sath me thora sa mazeed b likh daity to readers pe baat khul jati (shayad isi liye Admin ne dusra pehly chupanay me aafiyat jaani ho).
aitraz hy janab Molana Hussain ahmad Madni sahab per, me is se bala ter ho kr k wo kis maslak se taluq rakhty thy, haqeeqat wazih krna chahta hun. q k pura sach/truth hi sach hota hy, adha sach kuch nhi hota.
waqea kuch you hy k janab Molana Hussain Ahmad Madni ne aik bayan kia, jisy aik Mukhalif akhbaar ne ghalat rang dy k ghalat maani o mafhoom pehnaya. usi ghalat akhbari khabar ki bina pe Allama Iqbal ne mazkoora bala ashaar kahay. Ye ashaar january 1938 me unki book Armaghan-e-Hijaaz me shaya huay.
fir 28 March, 1938 kay roznama AHSAAN, LAhore me Ashaar ki tardeed Allama Iqbal ne khud ki.
laikin unki wafat k baad bhi yehi book dubara shaya hui to in ashaar ko barqarar rakha gya jo k na insaafi thi...jb k in k sath koi tozeehi note bhi shaya na kia gya, jo k bud dianti thi.
Proff: Yousuf Saleem Chishti sahab Muslim Legue k choti k rehnuma aur Iqbal o Quaid k Khaas dost aur saathi bhi thy. Jb in ashaar ki tashreeh ki baat aye to professor sahab ne riwayti Leaguey zehniyat k teht in ki tashreeh kr di jis me Molana sahab k khilaaf khoob taan-o-Tashnee ki.
Professor Saleem chishti Sahab ki Janab Molana Ahmad Ali Lahori se 25 saal purani dosti thi, molana Ahmad Ali Lahori sahab ne October, 1956 ko saleem chishti sahab se kaha k apne Armaghan-e-Hijaaz ki tahsreeh me Molana Hussain Ahmad Madni pe jo ilzamat lagaye hn to ye gustakhi hy. Lahori sahab ne molana hussain sahab ki tareef ki aur saleem sahab se kaha k apni gustakhion pe toba kro.
1956 me Professor Saleem sahab , qazi Zahid al hussaini sahab ki rehnumae me Molana Hussain Ahmad Madni kay Khalifa Majaz Molana Syed hamid Mian se baiyaat(بیعت) ho gaye.
Akhir kaar Professor Saleem Chishti sahab ne sub se pehly February, 1972 ko Mahnama "MEESAAQ (میثاق)" me apna toba naama shaya karwaya, jo k ab "Charagh Muhammad (چراغ محمد)" ka bhi hisa hy.
Professor Saleem chishti sahab ka toba naama copy/paste kiye daita hun..
Delete"’’اے ستار العیوب! میں بصمیم قلب اقرار کرتا ہوں کہ میں نے تیرے مقبول بارگاہ اور برگزیدہ بندے شیخ اسلام، مجاہد اعظم، قدوۃ العارفین، زیدۃ الکاملین، سیدی و شیخی و سندی وو سیلتی فی الدارین مولانا سید حسین احمد مدنی قدس سرہ العزیز کی شان اقدس میں اپنے قلم اور اپنی زبان سے بڑی گستاخیاں کیں، میں اپنی اس نالائقی اور حماقت کو کسی پردے میں نہیں چھپانا چاہتا، اعلانیہ صاف لفظوں میں اپنے گناہوں کا اقرار کرتا ہوں۔اے اللہ! میں اندھا و جاہل اور احمق اور عقل و خرد سے بیگانہ ہو گیا تھا، یہی وجہ ہے کہ جس شخص نے حرم نبوی صلی اللہ علیہ وسلم میں بیٹھ کر چودہ سال تک دین کی تعلیم و تبلیغ کی اور ساری عمر اتباع رسول صلی اللہ علیہ وسلم میں بسر کر دی تھی، اسے مقام رسول سے بے خبر قرار دیتا رہا بلکہ اس کی شان میں گستاخیاں کرتا رہا اور ستم بالائے ستم یہ کہ ان گستاخیوں پر فخر کرتا رہا۔ اے اللہ! یہاں کی ذلت اور رسوائی مجھے منظور ہے، میں تو یوں بھی سراپا خطا و مجسم گناہ ہوں، مجھ میں اور کون سی خوبی ہے جس پر ناز کر سکتا ہوں، مجھے قیامت میں اپنی خفگی اور اپنے محبوب کی ناراضی سے محفوظ رکھیو۔
اے اللہ! میں ڈرتا ہوں اور سخت لرزہ براندام ہوں اس بات سے کہ قیامت میں جب حضور انور صلی اللہ علیہ وسلم کی نگاہ مجھ پر پڑے گی تو آنحضور صلی اللہ علیہ وسلم کہیں مجھ سے اس انداز میں خطاب نہ فرمائیں:’’اچھا تو تم ہو وہ گستاخ اور دریدہ دہن! جس نے میرے اس عاشق صادق کی شان میں بے ادبی کی تھی، جس نے میرے دین کی سربلندی کی خاطر اور میری محبت میں ساری عمرقید و بند کو دعوت دی اور طوق سلاسل کو لبیک کہا،جس نے میری محبت میں میرے دین کے دشمنوں کے خلاف جہاد کیا اور تادم آخر کلمہ حق کہا، جس نے میری خاطر مالٹا میں مصائب جھیلے، جس نے میری محبت میں کراچی کی جیل کاٹی، جس نے اعلاء کلمۃ الحق کیلئے انگریز (علیہ ما علیہ) سے ٹکر لی، جس نے میری امت کی بہبود کیلئے دن میں قرآن و حدیث کا درس دیا اور رات میں دشمنان اسلام کے خلاف لسانی جہاد کیا۔ جس نے اسلام کی خاطر غیروں کے طعنے سنے اور اپنوں سے گالیاں کھائیں اور گالیاں کھا کر بے مزہ ہونا تو درکنار ان گالیاں دینے والوں کے حق میں دعائیں کیں، جس نے اپنی تمام متاع حیات مجھ پر نثار کر دی‘‘۔
تو اس وقت میرا کیا حال ہوگا؟ کون سا آسمان مجھے پناہ دے گا اور کون سی زمین مجھے ٹھکانا دے گی؟ اے اللہ! حضور صلی اللہ علیہ وسلم کی ایک نگاہ عتاب سے بچنے کیلئے میں اس دنیا میں ہر قسم کی ذلت اور رسوائی برداشت کرنے کو تیار ہوں۔ اے اللہ! میں صدق دل سے توبہ کرتا ہوں،میری لعزشوں، خطاؤں اور گستاخیوں کو معاف کر دے جو میں نے اپنے شیخ طریقت، مخدوم ملت، محرم راز نبوت، واقف اسرار رسالت اور آشنائے مقام محمدی (علیہ افضل التحیۃ والثنائ) کی شان میں روا رکھی تھی۔"
تفصیل کیلئے ’’چراغ محمد سوانح حضرت مدنی رحمہ اللہ مولفہ حضرت مولانا قاضی زاہد الحسینی رحمہ اللہ ‘‘ یا ’’ماہنامہ القاسم نوشہرہ بابت جون 2009ئ‘‘ ملاحظہ فرمائیے۔
Ye aik book k kuch scan pages ka link hy, jis me mazkoora ashaar aur unki tashreeh ki haqeeqat wazih ho jati hy.....
DeleteBook name = انوارِ اقبال
martaba = بشیر احمد ڈار
Paish Lafz = جناب ممتاز حسن
http://deobandhaq.minus.com/mbtkgSbt2tm3HC
Muhtaram Deobandi Sahab,
DeleteDaryaft talab amar ye hay k Sirf Deobandi he aisay kiyun hain jo k aisi baat kartay hain k jiss ka koie seedha matlab nahi hota aor baad main un k aanay walay dunya ko wazahatain daitay rehtay hain. Aap ki tareekh iss baat ki shahid hay k Deoband Taazeem e Nabi SalAllahoAleheWasalam main hamaisha say Za'ieef ul Aitiqad rahay hain. Aap khub jaantay hain apnay Aslaf ki tahareer Jin main Kasim Nanutawi, Ashraf Ali Thanvi, Khalil Ahmad Anbethvi and Rashid Ahmad Gangohi Sar e Fehrist hayn sab nay Aaqa e Do Jahan SalAllahoAleheWalsam ki Shan main Ghustakhi ki. Aur Ghazab to ye k aap sab jantay howay bhi un ki kutab abhi tak un mughalizat k sath Sha'ya farma rahay hain. Umaton ko apnay Nabi payaray hotay hain aor Deobandion ko apnay Maulvi. Koie baat Buri lagi ho to Maazrat, magar aap bhi iss say itfaq karain gy k Rasool Allah SalAllahoAleheWasalam ki Muhabat k Samnay ye sab heech hain agar ye un ki shan main ghustakhi ki wajah ki bhi wajah banain to.
WaSalam,
Assalaamualaikum janaab
Deleteaapke dimaag me jo deobandi ka nasha hai usey hatao,
kam zarf wo hotey hai jo dil ki sunnte hai.
deobandi ya barelvi ya aur koi sab insaan hai yaani gunah karsakte hai. Quran aur ahaadis par amal karne waala musalmaan hai.
zara yai bhi bata dain k kaun say deobandi nain fatwa lagaya tha allama par
Deletesalam
ReplyDeletecan anybody give reference to this verse, which is said to be of Allama Iqbal!!!
"NA ISHQE HUSSAIN, NA ZAUQE SHAHADAT"
"MUNKIR SAMAJH BETHA HAI MATAM KO IBADAT"
plz, reply with reference. I would be very much grateful....
brother this is not the verses of iqbal...
Deletethese are wrongly attributed to him....
yes, this is totally propaganda against Iqbal.
DeleteIt is guaranteed that this shair (couplet) does NOT belong to Allama Iqbal. I have typed whole Urdu poetry of Allama Iqbal and I exactly know which couplet belongs to Allama Iqbal and which one does not.
Deleteyes this is not the verse of iqbal.......
DeleteCan you also tell that these verses " keh do fham e hussain manane walon ko "
Deleteare from iqbal or not ???
same for this bro, " keh do Gham e hussain manane walon ko " is also not from Allama sahib.
Deletethen who?
Delete@iqbal Urdu blog, dear can u give me reference for this shair:
DeleteRonaay wala hon shaheede Karbala k ghaam main
Kiya durray maqsad na dienge saqiye Kausar mjhe
Hey I want to Know Something.... Muharram me aik message jo kafi pehla hai.. wo kuch yun hai
ReplyDelete“Roein wo jo munkir e shadat Hussain(as) hain,
Hum Zinda o Javed Ka matam nahi karte.”
phir iss kay baad iskay jawab mein aik message ata raha jis nay iss shair ko ghalat qarar dia, or asli shair yun bayan kia...
Apna koi marta hai tu roty ho tarap ker,,,
Par Sibty Payamber (SAWS) ka kabhi gham nahi karty,,,
“ Himmat hai to mehshar main payambar se kehna,
Hum Zinda o Javed Ka matam nahi karte,,"
Na bahao Aansoo ya phir, ye zaib hai tum ko..?
Qatil kabhi maqtool ka matam nahi karty,,,
Mujhe itna tou maloom hai keh pehla shair Allama Ka nahi Hai.. Per Jab Mene Dosray Shair jo jawab me aye thay, Search kiye Tou Mujhe kahin bhi Allama ki kisi Nazam Ya ghazal ka havala nahi mila..
Mene Boht search kia mager kahin sy bhi koi havala nahi mila... Is per aap ki kya raye hai,,,
and I want to say You thanx on this wonderfull blog.. I open your blog daily..
its fake and totally propaganda against Islam and Iqbal.
Deletethe real poetry is this
DeleteApna koi marta hai tu roty ho tarap ker,,,
Par Sibty Payamber (SAWS) ka kabhi gham nahi karty,,,
“ Himmat hai to mehshar main payambar se kehna,
Hum Zinda o Javed Ka matam nahi karte,,"
Na bahao Aansoo ya phir, ye zaib hai tum ko..?
Qatil kabhi maqtool ka matam nahi kartay.
bhai jan 1 bat hmaisha yad rkhna shahadat kbi marti ni ha or ALLAH PAK ny khud farma dya h k shaheed logon ko murda na kho q k wo zinda hn or unhain ALLAH k han sy rizq milta hai.or wo to NAWASA-E-RASOOL thy hum to un k qadmoo ki khak b ni is lye hum zinda o javed ka matam ni krty.
DeleteThis poetry belongs to allama iqbal.
DeleteIqbal says:
“Hoon Mureed-e-Khandan-e-Khufta-e-Khak-e-Najaf
Mauj-e-Toofan aap laey jai gee sahil per mujhe
Hey meray dil main firozaan dagh-e-ishq-e-Ahl-Bayt
Dhoondta phirta hey Zil-e-Daman-e-Haider mujhe
Ronay wala hoon Shaheed-e-Kerbala key gham men main
Kiya durey maqsad na dengey Saqi-e Kausar mujhe
Baiyan sirr e shahadat ki gar tafseer ho jaey
Musalmanon ka qibla Roza e Shabbir ho jaey"
Janab thi is real poetry....Jo sms aarehay hain keh do gham e hussain mananay waloo ko.......Hum zinda o javid ka matam nahi karaty..Yeah Dr Allama Iqbal k ashaar nahi hain un ka naam is poetry k sath ghalat mansoob kia gaya...tu phir is ghalat poetry ka jawab bhi poetry main dia gaya..wo yeh hai
"Kehtay hain bary fakhar se hum Gham nahi karaty
Matam ki sada sunty hain Matam nahi karaty
Kiyon Jalta hai app ka Dil Kyion Jalta hai sena
Hum app k seeno per tu matam nahi karty
Mohis yeh maqbool riwayat hain jahan main
Qatil kabhi maqtool ka Matam nahi kartay"(Shaheed Mohsin Naqvi)
Jawab saab ko dena atta hai is leay kisy k aqeeday ko maat cheroo warna ilm aur amal dunoo k zoor per moo ki kahoo geay.
Please har ghazal and shair k sath reference b dia kijye...!!
DeleteUper wale shair ka confirm ni ... lekin niche wala shair (qatil kabi maqtool ka matam nahi krte) ye "Mohsin Naqvi" ka hai ... jo k shia tha
DeleteBrother Tayyab
ReplyDeleteFirst of all thanks for visiting this blog daily.
2ndly, all the above-mentioned verses (ashaar) are not from Kalam-e-Iqbal
App theek keh rahe hain, ye Allama Iqbal ke nahin hain. shaid kisi aur shayar ke hon jo gallati se ya jaan bujh kar Allama Iqbal se mansoob kiye ja rahe hain.
Listen mr. @Faqr-e-Ghayoor: don't tell a lie okay. how you can say that
DeleteRoein wo jo munkir e shadat Hussain(as) hain,
Hum Zinda o Javed Ka matam nahi karte.”
is this not belong to Allama Iqbal??? i read in Allama Iqbal't Poetry book that is small book not huge and in that these verses(poetry is written okay confirm it kindly
@hminnocent khan
DeleteIt is guaranteed that this shair (couplet) does not belong to Allama Iqbal. I have typed whole Urdu poetry of Allama Iqbal and I exactly know which couplet belongs to Allama Iqbal and which one does not.
You can search this blog or on web......you will not find above couplet in Allama Iqbal poetry.
Please don't be confused. You should search and read who was Moulana Hussain Madni and what was the issue of discussion between Allama and Moulana. You will be surprised that both had great respect for each other before that discussion even after that. This issue has nothing to do with Deobandi Maslik. Iqbal himself was Deobandi (Although he was Gair Muqalad on mostly issues ). Even I don't have any confirmation about this couplet but there is no surprise for me because at that time more hash wording was exchanged than this couplet and is recorded in history.....
Delete@hminnocent khan
Deletejesy sms/ net pe ye ashar gardish krty hain, wesy he ksi ne choti si ksi kitab main Iqbal se mansoob kr diay hon gy.
aap Iqbal Acadme ki Kulyat-e-Iqbal uthaen aur us main talash kr lain, aap ko nahi milain gy.
JazakALLAH for pointing out verses falsely attributed to Allama Iqbal (ra).
Deleteyeh luknow ka ek beghairat tha jisne yeh shair kaha tha k roen woh jo munkir hain shahadat kay,,,,,,aur iske jawaab mein ahl e tasheeh community kay shayro ne 5000 se bhe zyada shair likhe phr
DeleteIt explains alot, thanx...
ReplyDeleteI want to ask something..
is this blog is created by one person or more than one person.. and can I know their names or name..?
and the second question is.
Is there any website where I can find Interpretation (Tashreeh) of Iqbal's poetry...
I can understand almost everything but at some places Interpretation is necessary.
Brother, Blog is created by a faqeer which you can call 'Faqr-e-Ghayoor'.
Delete2ndly, unfortunately so far there is no site having complete Tashreeh. InshaAllah it will be added on this blog in coming months.
@Faqr-e-Ghayoor:
DeleteSir, I salute the you effort, patience and stamina that you created all this. I believe your statement but my mind is in the state of disbelieve. Developing a massive website and at this breath-taking, its truly amazing. You must have some special forces at your disposal. Many many prayers for your efforts and may Allah Ta'ala and his Prophet have special blessings on you. Duago and duajo.
please any one explain this persion verses in Urdu????????
ReplyDeletePLZ,,PLZ,PLZ,,KOI IS KA URDU TARJUMA BATAYE,,,,
ReplyDeleteUrdu translation added.
Delete"Pakistan tauheed kae nam per hasil keya geya" Jo Hazoor [SAW] KI AHADEES E MUBARKA KAE AEN MUTABIQ tha aur hae yahan per hamaen yae dekhna hoga kae kon log haen jo nahi chahaty kae ALLAH ka deen qaem ho balkae woh log jo secularism ko lana chahaty haen yae ALLAH ka inkar nahi to aur keya hae ALLAH FERMATA HAE Tarjumh yae hae Keya tum nae un logon ko nahi daekha jinhaen kitab kae ELAM mae sae kuch hissa deya geya hae aur un ka hal yae hae kae jibt aur tagut ko mantae haen aur kafiraon kae mutaaliq kehtae haen kae imaan lanae walon sae tu yaehi zeyadah sahee rastae per haen_ Easae hi log haen jin per Allah nae laanat ki hae aur jis per Allah laanatker dae pher tum uska koi madad gar nahi paogae _SURA E ALNISA
ReplyDeletehttp://saltanat.org/SaltanatTV/tabid/210/Default.aspx
ReplyDeleteis video main shiekh Nazim kibrisi jo kuch kah rahey hai woh 99% aisa lagata hai bilkul sahi kah rahey hai please is say loogoo ko agah karey
takey sahi baat khol ker samney ajaye or Allah hamari madad kery ameen
who runs this blog ?
ReplyDeleteہم کبھی دیو بندی بن جاتے ہیں اورت کبھی بریلیوی اور کبھی اہل تشیع اور کبھی اہل حدیث مگر مسلمان بننے کی کوشش نہیں کرتے اور اپنے اندر سے ایک دوسرے کیخلاف بغض، حسد اور کینہ ختم نہیں کرتے اور ایک دوسرے کو نیچا دکھانے کا کوئی بھی موقع ہاتھ سے جانے نہیں دیتے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اے امت مسلمہ خدا کیلئے ایک ہو جائو اور فروعی جھگڑوں سے نکل کر اقامت دین اور تبدیلی نظام کیلئے باہر نکل آو۔۔۔۔۔۔۔۔۔ورنہ تمہاری داستان تک نہ ہو گی داستانوںمیں
ReplyDeleteعمر ہاشمی۔۔۔۔۔۔۔۔
بھائی جوش خطابت میں یہ مت بھولیں کے دین اسلام مٹنے نہیں آیا۔ ہاں آپ کی یہ بات درست ہے کے مسلمان سب اللہ کی رسی کو مضبوطی سے تھامیں، اور اللہ کی رسی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ان کے اہل بیت ان کے اصحاب اور اولیا ؍ عظام کی محبت اور تعظیم ہے۔ جو اس سے منحرف ہوا وہ ایسا یی ہے جیسا کے علامہ نے فرمایا۔
Deleteوالسلام۔۔۔ عمران قادری
SubhanAllah! Hazrat Iqbal was a great Seer and Mumin, and Ashiq i Rasool SAW.
ReplyDeleteMay Allah help us from these Congressi Deobandis. Ameen
Bhai yeee metha metha deeen agar Iqbal koo Pasand hota too Kabi Iss tarah naa Likhty ,,,,,,,,,,,,,,
ReplyDeleteAaap Looogogn par Schoool aur Colleges kee Kafrana Taleeeem ka asar ahai iss liay ghalat koo ghalat nahi kehty ,,,,,,,,,,,,
Haqeeeqat main Iqball ALLAH SUBHAN O TAALAH kay wali thy aur Aulia Allah ka Maslak rakhty thy,,,,,,,,,,,,,,
Yeee jhooty Ilzaaam Iqbal pay naa lagaoo aun ka maslak wooo tha joo Data Ali Hajveri(R.A), Khawja Moin U Din Chishti(R.A), Khawaja Fareed (R.A) aur Iqbal kay Zamany kay Wali Allah Pir Mehar Ali (R.A) aur Mian Sher E Rabbani (R.A) ka tha,,,,,,,,,,,,
Inn Aulia Kee Taleemat Nay Iqbal koo NIkhara tha na kay phd nay,,,,,,,,,,
Khera na kar saka mujhy Jalwa E Danish E farang
Surma hai mere ankh ka Khak e Madina o Najaf
Iqball ko Faiz Dar E Mustafa (S.A.W) aur Dar E Ali (A.S) kay Ghulamoon say mila tha ,,,,,Aur Yeee Sahi Ahle Sunnatt Waljamaat Aqeeda hai......
For All Bratheran E Islam
bentar hai
ReplyDeleteHmmm Very Nice...
ReplyDeleteThanks for nice sharing....
ReplyDeleteUmar Hashmi, Very Nice comment !!!
ReplyDeletevery nice
ReplyDeleteAllama Iqbal said:
ReplyDeleteSafar-e-Shaam likha aur qalam torr diya
Gham-e-Sarkar likha aur qalam torr diya
Ek unwaan liya piyas ka likhnay kay liye
Likh liya naam-e-Sakina aur qalam torr diya
Ek unwaan mila mujh ko jawani per likhoon
Naam Akbar ka likha aur qalam torr diya
Socha unwaan-e-wafa per bhi zara ghor karoon
Lafz Abbas likha aur qalam torr diya
Kiya karoon soch mein unwaan baray aatay hain
Hath seenay per rakha aur qalam torr diya
Likhta chadar per magar mujh ko jurrat na hui
Jee bhar kay aansu bahaye aur qalam torr diya
plz tell me does this shayari belongs to Allama Iqbal?
No, Above Shayari (poetry) Does NOT belong to Allama Iqbal. It is 100% confirmed that it is not by Allama Iqbal.
Deletenot Iqbal
ReplyDeleteI think ots Mohsin Naqvi's Poetry
ReplyDeleteNa ishq e hussain ,na zoke e shahadat
ReplyDeleteGhafil samjh batha ha matam ko ebadt . . . .
pleas agr kisi ko is ka refrence pta ha to plz plz plz mujy send kren. . . .
wasimz1@facebook.com
Wasim_zafar2001@yahoo.com
its my facebook addres
No, this doesn't belong to Allama Iqbal.
DeleteYe Allama Iqbal ka shair nahin. Confirmed.
acha musalman koi na bany bs tafarqy main phary raho jb ky allah ny itnt sal pahly quran pak main farma diya hai ky vsb allah ki rasi ko mazbooti sy pakry rakho ur tafarky main pharo
ReplyDeleteto phir insan kon hota hai kisi ko kafir kahny wala vo kiya khuda sy pouch kr aya hai
shiya kisi ko kahty kiya hain kiya kisi ky gher ja kr matam karty hain ya kahty hain kisi ko kuch
ReplyDeleteAllah ki rasi se kya muraad hai? Ahlebait aur Ahlebait ka Dushman LAANAT ka e haqdar hai bar dushman e ahlebait laanat!!!! beshumaar!
Deleteur ager ap logon ko matam ka itraz hai to us ki waja kiya hai kabi history khol ky dhekho ap log jd jung main rasool pak sww ka aik dant tota tha to hazrat awais karni ny apny sary dant tor liya thy ya samj kr ky pata nahi ap ka konsa dant toota ho ga ur jb ya bat rasool paksww tk pohnchito unho ny farmaya ky usy nabyon ky nabi ka salam ho to ap kasy kah sakty hain ky hum qatil hain ya kafir hain
ReplyDeletebilkul theek kaha aap ne
Deletetu es hisaab sa tu aap ko apna gala b kaat laina chahiya ya phir katwa laina chahiya...!
Deletephir tu baat equal lagay gi es refrence ki.
O dost woh Rasoolaullah (S.A.W) the, Sahaba unse beinteha muhabbat karte aur unki har sunnat par amal karte.... Aur apki knowledge k liye bata dun... k pehle kufion (kufa walon) ne Imam Hussain ko khat likhe phir jub woh aaye to wahan k commmander k dar se unhe dhoka diya aur phir unki shahadat k baad apne ap ko peetne lage k ye humne kya kardiya.. matam jub se wujood mein aya....
Deletekaise kam aqal insaan ho aap aap k ahle sunnat kahan the tb? woh bachaane ni aye?
DeleteAp ko baghair kisi saboot yeh bat likhtay howay sharam ani chahi. Yeh matam kofiaon ki sunat nahen balkeh yazdiat k khilaf ihtajaj hy. Ihtajaj karna har qaom or hr fard ka haq hy. matam se wohi roktay hain jin ka talka un se hy jin k khilaf ihtjaj kia ja rha hy.
Deleteager aj imam hussain a.s ki azadari na hoti to mazlum logon ki bi taraf dari karny wali koi na hota sb kahty thek hai ziyadti ho gai to ho gai
ReplyDeleteqatil kabi maqtool ka matam nahi karty sb is shairki jung main lagy huvy hain likin ap log history pharny ki koshish nahi karo gy bs apas apas main bahas jari rakhty ho bagher knowledge ky
ReplyDeleteky hum kun kisi ko sahi kahen jo hum hain vo to hum hi hain chahy pata sb kuch ho
aur agher ap logon ko black kapry pahanny py itraz hay to is tarha to khana kaba ka gilaf bi black hai na hajj karny jaya karo phir ap log
ReplyDeletena roya karo ap log bi kisi apny ky marny per na chalisvan kiya karo un ka kun ky baan dalna to gunnah hai na phir kun had sy par ho jaty ho rony main
ReplyDeleteallah pak nay hajj faraz kar diya hva hai is liya sb hajj karny chaly jaty hain lakin ager yahi sirf shiya per hi farz kr diya jata to logon ny baat bna lani the ky khana kaba hazrat ali pada hvy thy is liya ya log wahan jaty hain tavaf karty hain allah pak ka sukar hai ky us ny sb per apny ger ka hujj farz kar diya hai warna pata nahi kiya kiya batain nikaltin
ReplyDeleteahlebate ka manna sirf aik hamary liya nahi hai bulkay sb ka hq hai un ky ghum main shareek hona
ReplyDeletejin ky liya hum roty hain unhon ny deen ko bachaya hai agher itna he hai to islam ko bi na mano islam bachaya to unho ny hai na
ReplyDeleteap log net per yaqeen rakhty ho ky jo logon ny sms banay hoty hain agy forword karny kay liya jothy sachy fasad phalany ky liya unhy phher kar un per yaqeen kar laity ho sachai janny ki koi koshish nahi karta
ReplyDeletesb allama iqbal ko bura kahny py lagy hain unho ny kiya nahi kiya hamary liya unho ny ahlebate ki shan maim jo poetry ki hai us poetry ki vaja sy sb unhy bura kahny lag gay ky vo to siya thy ager vo qadyani hoty to un ky nam ky sath muhammad na hota ur wesy bi vo non muslim hoty hain un ka muzhab hi different hota hai vo kabi rasool pak ki shan main ya un ky gher walon ki shan main itna kuch na janty hoty
ReplyDeleteap log firqon ki larai main bura kah kis ko rahy ho un ko ur un ky manny walon ko ap log hitroy ko pher kr to dekho ya firqa parasti ap logon ki khudi khatam ho jay gi
ReplyDeletesuch to ya hai ky un ky al e rasool ky dushman us zamany main bi thy ur is zamany main bi hain jo un ky manny walon ko bi jeeny nahi daty majalis main bomb blast karty hain
ReplyDeleteager kisi ko in main sy kisi bat ka bi itraz ho to reply kary
ReplyDeleteasal main momin vo hai jo allah pak ki ibadat kary quran phary samjy ur tafarqy main na phary ur jo manny wali batain hain un ko manny lakin asa koi bi nahi karta sb aik dusry ko bura kahny main lay hain ur kudh ko momin kahty phirty hain
ReplyDeletesirf zid main ur ana main a kr logon ny allama iqbal ky shair ko change kr diya hva hai basically ya allama iqbal hi ka shair hai main talash kar rahi hun ky ya allama iqbal ki konsi book main hai jb pata chal gaya to zaroor btaun ge ur ager kisi ur ko bi pata chaly ky ya allama iqbal ki kis book main hai to vo zaror us book ka name post kary
ReplyDeleteZid mein aa kar nahi shiye humaray pyary NABI SAWW k Sahaba RA ko galiya'n detay hain, AbuBAKAR RA or UMAR RA ko sar-e-aam galiya'n baktay hain tb hum inhe ghalat samajhtay hain, bs aik bat ki taraf nahi chipak jana chaiye sb ko man'na chaiye sub ki izat krni chaiye, Shiyo ne apna hi deen bnaea hua hai na namaz parhtay hain na kuch aur bs Muharam mein aa k kehtay hain hum hi hain bs, HAZRAT IMAM HUSSAIN RA ne namaz nai chori thi kbi, kia ye un se muhabat krtay hain? zra sochiye, kisi ki mukhalfat krnay ki to bat hi nai hai ISLAM kisi k baap ki jahgeer nahi hai k jo chahy apni marzi se kray agar sucha musalman ban'na hai to ISLAM ki hr aik bat ko sir jhuka kr tasleem krna hoga ye nahi k jo dil ko achi lagay bs us k peechay parr jao... sub sochiye aur samjhiye, ALLAH sub ko samajh ata farmae, Aameen
Deleteshoro Allah k naam sy jo Mehrban wo Raheem hai or har chohpi baat ko janany wala or insaf krny wala hai...
Deletehaan islaam mery dada Hussain A.S ka hai...islam ny sar manga to Hussain A.S ny sajdy main dy diya janty ho q sirf insaniyat k liye or tum log abhi tak nhi smjhay k ahlebait ko dukh dena humary Nabi Hazrat Muhammad S.A.W ko dukh dena.. tum logon k ghar kbhi kisi ny asy darwazay ko aag nhi lagyi or na he tum logon ki maa k oper darwaza giraya wo bhio aag laga darwaza jis sy tum logon ki maa jholas gyi ho tum logon k sath asa nhi howa bagh e fidak jsa k tum logon ki maa haq mangny kisi kami k ghar jaye or khali hath wapis aey.. kya tum logon ki maa behin betiyan qaidi bana kr bazaron main bina chadar phirain gyin jinhain phiraya gya wo to NABI ki baitiyan thin Al E Muhammad SAW thi..
or maat kheyal krna k zalim jo amal kr rahy hain khuda in sy bekhabar hai. wo in ko is din tak mohlat dy rha hai jab k dehshat k sabab ankhain kholi ki kholi rah jayin gin... 42
tu ny apni namaz or ibadat ko afzal jana or apni sari namazain or ibadatain barbad kr din...
Deletebatain sirf samajny ki hain na ky larny ki ur tafarky main parny ki
ReplyDeleteur waqai matam ibadat hai ya majlis ka hisa nahi ha
ReplyDeleteDear Ahl-e-bait ki muhabbat har momin k dil mein honi chaiye is k bghair imaan mukamal nahi hota, laikin jis trah aj matam kea ja raha hai ye Hazrat Imam HUSSAIN RA ki shahadat ki tauheen hai, Humen un se muhabbat krni chaiye 5 time namaz ba jamat krni chaiye apny chehro per ALLAH k Pyary RASOOL SAWW ki sunat sunani chaiye UN k sahaba se muhabat krni chaiye sb se pyar krna chaiye ye nahi k bs YA ALI RA ka na'ra lgatay raho aur baqi sub ko galiya detay raho? kia is liye Imam HUSSAIN RA ne qurbani di thi? ALLAH k liye musalmano ALLAH k deen ka mutalea kro QURAAN ko mazbooti se pakro tarjumain k sath parha kro ta k ALLAH hum se kia keh ra hai ye samajh sako, ALLAH hum sub ko hadayat de aur humesha seeday rastay pe rakhy, Aameen
Deletemain ap ko ak seedhi baat kehta hon ap asa krna muharram main eid krna or Nabi SAW ko mubarak dena k on ki baitiyon ko bazar main bina chadar phiraya gya or on k peyary Hussain A.S ko peyasa shaheed kiya gya.. yaad rakho Nabi SAW khud farmaty k mujhy Hussain A.S k rony sy takleef hoti hai or tumhain kya lagta hai k jb ye howa ho ga to ksa ho ga on k liye... tum nhi roty to na ro main rown ga matam bhi kron Hussain A.S mery dada hain Ali A.S mery dada hain tum logon ko koi haq nhi humain rokny ka meri dadi hazrat Zainab S.A ny pehli saf bichayi matam ki...
Deleteor hum ahl-e-bait tum logon sy naraz hain jo abhi tak humary ghar nhi aye k humary ghar lashay pary hain beqafan.....
ap ko ksy pata k ap seedhy rasty par ho..???
DeleteQuran e Pak tp on logon ny bhi parha howa tha jinhon ny imam Hussain A.S ko shaheed kiya wo bhi to muslmaan thy u know shaheed krny k baad onhon ny eid ki thi ye ap par ap os din Ahl e bait k sath roye thy ya on logon k sath eid ki...???
Allama Iqbal said:
ReplyDeleteMasjid ki safon se kabhi maqtal ki taraf dekh
Tauheed tujhay Husain kay sajday se milay gi
Does this belongs to Iqbal?
No, this doesn't belong to Allama Iqbal.
DeleteYe Allama Iqbal ka shair nahin. Confirmed.
Hoon Mureed-e-Khandan-e-Khufta-e-Khak-e-Najaf
ReplyDeleteMauj-e-Toofan aap laey jai gee sahil per mujhe
Hey meray dil main firozaan dagh-e-ishq-e-Ahl-Bayt
Dhoondta phirta hey Zil-e-Daman-e-Haider mujhe
Ronay wala hoon Shaheed-e-Kerbala key gham men main
Kiya durey maqsad na dengey Saqi-e Kausar mujhe
(IQBAL)
@Zain
DeleteThese ashaar are not said by Allama Iqbal. Ye kisi aur poet ke hon ge but Allama Iqbal ke nahin hain.
abey oey zain iqbal ki poetry ko smj to lo fir share krna
ReplyDeleterona or matam krne me bht frq h beta
sina zani znjeer zni me b
ht frq h
tou bhai mene kia kaha,znjeer zani,matam etc k mutaliq
DeleteMr Adeel Hasmi agar ap ko shouq ha to matam par behas krlo mujh se apki books se sabit ardon ga jaiz ha
Deletenouman zafar i m agree wiyh u bro
ReplyDeleteSALAM ALAIKUM FRIENDS THATS A VERY VERY GOOD BLOG THE BEST IN THE WORLD I MUST SAY...AND AS FAR AS SHITE'S ARE CONCERNED I GOT ANSWER FOR THEM ,,
ReplyDeleteSAHE BUKHARI,BOOK#1,PAGE#439,HADITH 1297 ,
prophet Muhammad s.a.w said "jo apne muh par tamanchay maray aur girehbaan pharay aur jahliat ka pukarna pukaray(means jo haye haye kahay,nohay karay,chekhay etc) tau wo hum main sy nhe."
now they object that hazrat ayesha r.a cried for prophet Muhammad s.a.w after he(pbuh) died,,then why cant we soo brother she r.a just cried there is not a single reference where she did beaten up herself nor did she loudly shouted like the old arabs....so mourning is haram and its proven from Bukhari shareef.May ALLAH give us hidayah, ameen
Great Lines Said by Dr. Allama Muhammad Iqbal
ReplyDeleteNa Ishq-e-Hussain Hai
Na Zauq-e-Shahadat
Munkir Samajh Bethay Hain
is ka koi book referance send krin plz....at wasimz1@facebook.com
These lines are not by Allama Iqbal. We confirm you that your mentioned ashaar are not in Kalam-e-Iqbal.
Deleteo bhai ap khud e fake ho
DeleteHaqiqat-e-abadi hay maqam-e-Shabbiri
ReplyDeleteBadaltay rahay hain andâze Kufio-Shami
iqbal
Sidq-e-Khalil Bhi hay ishqe sabr-e-Hussain bhi hay ishq
ReplyDeleteMarika-e-wujud maiyn Badr-o-Hunayn bhi hay ishq
“Hoon Mureed-e-Khandan-e-Khufta-e-Khak-e-Najaf
ReplyDeleteMauj-e-Toofan aap laey jai gee sahil per mujhe
Hey meray dil main firozaan dagh-e-ishq-e-Ahl-Bayt
Dhoondta phirta hey Zil-e-Daman-e-Haider mujhe
Ronay wala hoon Shaheed-e-Kerbala key gham men main
Kiya durey maqsad na dengey Saqi-e Kausar mujhe''
koi bata sakta hai which nazam, book etc ? i mean the reference ?
Baiyan sirr e shahadat ki gar tafseer ho jaey
ReplyDeleteMusalmanon ka qibla Roza e Shabbir ho jaey"
Is this Iqbal's poetry?
yess..
Delete
ReplyDeleteRoein wo jo munkir e shadat Hussain(as) hain,
Hum Zinda o Javed Ka matam nahi karte.”
hmInnocent khan sahab aap ne ye to bare araam se keh diya ke ye sher iqbal ke hain ab zara jo mai post karoon isi blog ka link uss ko aankh khol kar parhna
baarish e sang e hawaadis ka tamaashaai b ho, Ummat e Marhoom ki aaina e diwaari b ho, haan tamaluq e peshgi dekh abroo walon ki tu, aur jo be abroo thay unki khud'daari b dekh, Jis Ko Hum Ne Ashna Lutf-e-Takallum Se Kiya, Uss Hareef-e-Bezuban Ki Garm Guftari Bhi Dekh, saaz e ishrat ki sadaa maghrib ke aiwaano mai sun, AUR IRAN MAI ZARA MATAM KI TYAARI B DEKH. Nazm ka naam Hilaal e Eid ya Gurah e Shawaal
13 se 16 ash'aar ko mutaaliya kar lo ye raha link
http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/bang-e-dra-115-garah-e-shawal-ya-hilal.html
Ma Shaa ALLAH
Deletecha gye ho g.. ALLAH aap ko khush rakhe.. aap ne ankhain kholne ki koshish ki in logon ki..
Ma Shaa ALLAH
very informative blog.
ReplyDeleteAllama Iqbal R.A said, " MULLA KO JO HE HIND ME SAJDEY KI IJAZZAT....NADAAN YE SAMAJHTA HE K ISLAM HE AZAD.
I BELIEVE THIS POETRY BELONGS TO ALLAMA IQBAL SAHIB. PLEASE CONFIRM.
yes
Deletesir muje ye books download kray hen PDF form mai kse kron sir please guide me..
ReplyDeletehussain Ahmmad MADNI Nisbat madeena say aur qaum hindustani baat jachti nahien iqbal was right about it
ReplyDeleteNa ishq e hussain na zoaq e shahadat
ReplyDeleteKafir smjh betha hey matam ko ibadat
A-o-A, Mujhey bus ye bataien k jab Quran mein saaf likha hai k apni jan per zulm karna haram hai to phir zanjeer zani ku? kiya Hazrat Hussain (R.A) jo namaz parhtey they, to ahl-e-tasheeh ki namaz mein farq ku? Ahl-e-tashee ki azan mein farq ku? Khufa-e-Rashdeen say (nauzubillah) anaad ku? or Ahl-e-tashee k jo aqaid hain wo Hazrat Ali (R.A) k to na they.
ReplyDeleteمحترم کیا یہ شعر علامہ صاحب کا ہے؟
ReplyDeleteآدمی کام کا نہیں رہتا ، عشق میں یہ بری خرابی ہے
پوچھتے کیا ہو مذہب اقبال ، یہ گنہگار بو ترابی ہے
to be honest.. mujhe confirm nahi hai k us alim ne kya kehna chaha.. but Allama sahb k shair bht ache hain.. kya kehne.. main topic se hat kr aap sb ki tawajo 1 masle par karna chahun ga k aaj kal kuch log ulte seedhe shair allama sahb se mansoob krte hain.. plz un ka kuch kijye.. g kurrta hai ye aisa dekh kr.. aap mai se koi b jo kuch b kr sakta hai plz kijye..
ReplyDeleteJazakALLAH
hminnocent khan: Alama Iqbal (RA) pakkay sacchay aashiq-e-Rasoll (SAW) musalaman thay! Deobandi nahin thay
ReplyDeletematam se rokna hzrt umr ki sunnat hy.
ReplyDeletejab hzrt ayesha ne wfa-e-abu bkr peh vain or noha khani krai thi, to hzrt ne sab ko roka tha. shyah/suni donoon ki kitaboon main hy yeh bat.
or jhan tak yeh bat hy k shaheed k lye rona ghalat hy, to munafiqo, hum shaheed k lye nahin rotay, shaheed to lakhoon hotay hain. hum es lye rotay hain, nam'nhad musalmanoon ne al-e,rasool peh zulm dhaye thay, or aj bhi shyat k khilaf musalman lagay huway hain. poori dunya main sab se insanyat main tafarqa bhi musalmanoon ne dala hy.
all details available on my facebook page, click here.
http://www.facebook.com/media.fire.network
Shia aur sunni mein kaun sahi hai janne k liye ek simple raasta.
DeleteWo hai azaan
Jo bhi hazrat bilal r.a. jaisi azaan kahta hai to sahi hai. Aur jo farq rakhta hai to galat hi nahi balke jhoota hai.
Aaj hi jaanch kar dekhiye pata chal jayega sacchaie ka.
Bewakyf ho allama iqbal devbandi the histry pado unki kitab pado fir ayse jhoote post karo
ReplyDeletehazrat molana asraf ali thanvi r.a.l. ke muqalid the mujhse saboot lo unki kitabo se jhoote post kio karte ho apni badai dikhane ke liye
be shak iqbal aik bht bary shahir they unho ne hume muslim hone ka ehsas aik nay sirey se diya or aj hum azadi k bhd aik khud mukhtar qom ki hasiyat se zindagi guzar rehe hain.
ReplyDeleteAql aur aswee jalwat mein kashd,
ReplyDeleteishq aur aswee khalwat mein kashd.
Bhai koi iska matlab batayega?
Islam ke daman mein bus is ke siva kia hai....
ReplyDeleteAik zarb-e-Yadullahi, Aik sijda-e-Shabiri. ...
----Allama Iqbal
i want ko know about this verses of Allama Iqbal ??? is it Truley Allama Iqbal's shair
Please tell me about this shair
ReplyDeleteIk muqadas farz ki takmeel hoti hai yahan...Qismat-e-No-e-bashar tabdeel hoti hai yahan
from which book it belongs and please send me the book pagecopy at
tit.labs@yahoo.com
Iqbal always live in us and we still feel him in our life as Shaheen
ReplyDeleteDil mein ha mujh bai Amal k Dagh e Ishaq e Ahl E Bait ..... Dhondta Phirta ha Zil E Damnay E Hiader mujhay...... Ronay wala hoon Ghareeb E Karbala mein mein...... Kiya Dor E Maqsad na dain gain Saqi e Kousar mujhay......
ReplyDeleteI love to read Allama Iqbal Sir Poetry and Quotes.
ReplyDeleteعلامہ اقبال فرماتے ہیں کہ مجھے ایسا معلوم ہوتا ہے کہ عجمی لوگ ابھی تک دین اسلام کی حقیقت سے آگاہ نہیں ہوئے ورنہ یہ کیسے ممکن تھا کہ دیوبند کے حسین احمد مسلمانوں کو ایسی تلقین کرتے جو سراسر اسلام کی روح کے خلاف ہے.
ReplyDeleteExcellent Blog
ReplyDeletei need a poetry from ramooz e bekhudi ....the poetic verse is musa o firaoun shabeer o yazid ...it is in persian..plz admin it is a request
ReplyDeleteSalam Mujhe is sher ka Reference chahye. Plz
ReplyDeleteRone Wala Hon Shaheed E Karabala K ghum mein main,
Kia Dur E Maqsad na denge Saqi E Kausar Mujhe
Muhammad Iqbal said: "I have carefully studied the decrees of Imam Ahmed Raza and thereby formed this opinion; and his Fatawa bear testimony to his acumen, intellectual caliber, the quality of his creative thinking, his excellent jurisdiction and his ocean-like Islamic knowledge. Once Imam Ahmed Raza forms an opinion he stays firm on it; he expresses his opinion after a sober reflection. Therefore, the need never arises to withdraw any of his religious decrees and judgements. With all this, by nature he was hot tempered, and if this was not in the way, then Shah Ahmed Raza would have been the Imam Abu Hanifa of his age."[Arafat, 1970, Lahore] In another place he says, "Such a genius and intelligent jurist did not emerge." [Weekly Uffaq, Karachi. 22–28 January 1979]
ReplyDeleteHussain ja k history parh k ao zara pata to chale k k Allama iqbal pe kufr ka fatwa q lagaya gaya ta aur phr usi Allama iqbal ko q kaha gaya ta.
ReplyDeletesub doston ko salam.
mje nihayat afsos se kehna par rha hy k is blog k Admin ne aik historical/tareekhi baat ko zikar kia mgr daanista ya na daanista tor per aik pehlo ko dikha k dusray pehlo ko chor dia. mazkoora baala ashaar aur un ki tashreeh likhi, acha kia, mgr sath me thora sa mazeed b likh daity to readers pe baat khul jati (shayad isi liye Admin ne dusra pehly chupanay me aafiyat jaani ho).
aitraz hy janab Molana Hussain ahmad Madni sahab per, me is se bala ter ho kr k wo kis maslak se taluq rakhty thy, haqeeqat wazih krna chahta hun. q k pura sach/truth hi sach hota hy, adha sach kuch nhi hota.
waqea kuch you hy k janab Molana Hussain Ahmad Madni ne aik bayan kia, jisy aik Mukhalif akhbaar ne ghalat rang dy k ghalat maani o mafhoom pehnaya. usi ghalat akhbari khabar ki bina pe Allama Iqbal ne mazkoora bala ashaar kahay. Ye ashaar january 1938 me unki book Armaghan-e-Hijaaz me shaya huay.
fir 28 March, 1938 kay roznama AHSAAN, LAhore me Ashaar ki tardeed Allama Iqbal ne khud ki.
laikin unki wafat k baad bhi yehi book dubara shaya hui to in ashaar ko barqarar rakha gya jo k na insaafi thi...jb k in k sath koi tozeehi note bhi shaya na kia gya, jo k bud dianti thi.
waqai Allam iqbal ne ap logu ko sahe laqab dia ta ( Ghafil) waqai ap log ghafil ho
these lines belongs to iqbal or not???
ReplyDeletekeh do ghm e hussain R.A mananay waloo sy
Hay "Meri Jan" Os Zood Pesheman ka Pesheman Hona
ReplyDeleteThe couplet quoted above about Hussain Ahmad does not belong to Allama Iqbal, it's easily understandable from the structure of the couplet that the number of syllables doesn't match to the rest of the couplets and the flow of the poem is broken, a very beginner student of poetry will not put together such a weak structure, it's a made up of someone who didn't like Hussain Ahmad. but he also didn't like Allama Iqbal as well, as otherwise he wouldn't have laid about him.
ReplyDeleteThis guy did an effort check this link :http://www.masrif.net/index.php?option=com_content&view=article&id=99%3Aallama-iqbal-and-imam-hussain-by-az&catid=39%3Ablog&Itemid=58
ReplyDeleteCan u provide me the ref of "mitay Islam Ka phr Nam jali ho.. Lazim ha k har farad Hussain ibn Ali a.s ho"
ReplyDeleteThis is 100% Hazrat-e-Iqbal Poetry ,,,
ReplyDeleteand on other hand Newspaper mai wo baat print huyi khair in sub ko choro.
Baat ye k Iqbal ra nai jo concept is poetry mai hum ko samjanay ki try ki wo teek hai aur har koey 100% agree k wo teek hai baki rahi ye unho nai kis ki baat par baat ki to un taak jo us wakat k sub sai bara communication tool Newspaper k zariya sai jo baat aiey unho nai us ki Islah Farma di aur agar koey kisi ki Islah kar daiy to ye achi baat hai buri nhi aur newspapers hai un mai Madni saab ki baat on the record hai.
koi bhi apni shairy dhok doge wo allama iqbal ki ho jae gi is bat ka referance kaha perfect referance k is book ke is page me khud allama iqbal ne likha he??????
ReplyDeletePlease tell me the book name of this poet �� Khuda aj tak nahi badli uss qom ki haalat..... please must then kindly send me in watsApp 00966592505385. Thanks
ReplyDeleteiqbal ne ye ashar khay thay lekin baad me inko mansookh krnay ka bhi kha tha
ReplyDeletethank to give knowledge for Islam
ReplyDeleteKhalifa Al Saif
keh do gum e husain mnany walon sy.... moman kbi shuhaada ka matam nhi krty ye sher iqbal ka hy ?? agr hy to book name btaien
ReplyDeletePlz send me reference this poetry
ReplyDeleteIslaam aur quraan ko is dour m agar kisi ne kuch samjha to woh h sir iqbal.
ReplyDelete