Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Bal-e-Jibril-182) Sher Aur Khachar

Sher Aur Khachar
The Lion And The Mule

Sher
THE LION 

Sakinaan-e-Dasht-o-Sehra Mein Hai Tu Sab Se Alag
Kon Hain Tere Ab-o-Jad, Kis Qabeele Se Hai Tu?

You are so different and unlike all the other dwellers of the wild and the desert!
Who are your parents and ancestors? and what is your tribe?

Khachar
THE MULE

Mere Mamoon Ko Nahin Pehchante Shaid Huzoor
Woh Saba Raftar, Shahi Istabal Ki Abru!

Perhaps your highness does not know My uncle—my motherʹs brother:
He gallops like the wind, and is the pride of the royal stable!

(Makhooz Az German)
Adapted from German

2 comments:

  1. apnay man mai dob kr pa ja surag e zindagi. surag e zindagi kia hai?
    ALLAH ki zaat insan k andar jalwagar hai. Uska nafas kafir kabhi yeh baat nahi jan nay deta. nafas ka kam hi kufr hai. yehi waja insan parh likh kr bhi juhal ka shikar hi hota hai k nafas parast hota hai. nafas ki mukhalfat kiay bina apnay andar ka raaz kabhi ashkar nahi hota.

    ReplyDelete
  2. apnay man mai dob kr pa ja surag e zindagi. surag e zindagi kia hai?