Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Bang-e-Dra-176) Kuch Gham Nahin Jo Hazrat-e-Waiz Hain Tang Dast

Kuch Gham Nahin Jo Hazrat-e-Waaiz Hain Tang Dast
Tehzeeb-e-Nau Ke Samne Sar Apna Kham Karain

It does not matter if the preacher is poor
He should bend to the new civilization

Rad-e-Jihad Mein To Bohat Kuch Likha Gya
Tardeed-e-Hajj Mein Koi Risala Raqam Karain

Much has been written on cancellation of jihad
He should write a tract on cancellation of hajj

1 comment: