Search Words, Couplet, Verse, Shair In Iqbal Poetry

(Bang-e-Dra-197) Kaarkhane Ka Hai Malik Mardak-e-Nakardah Kaar

Karkhane Ka Hai Malik Mardak-e-Na Kardah Kaar
Aysh Ka Putla Hai, Mehnat Hai Isse Na-Saazgar

The owner of the factory is a useless man
He is very pleasure loving, hard work does not suit him

Hukm-e-Haq Hai Lesa Lil-Insani Illah Ma Sa’aa
Khaye Kyun Mazdoor Ki Mehnat Ka Phal Sarmaya-Dar

God’s command is “Laisa lil Insani Illa Ma Sa’a”
Fruit of laborer’s work should not be usurped by the capitalist

1 comment:

  1. Laisa Lil Insana Illa Ma Sa-aa" Meaning: Aur Insaan ko milta wohi hain jiski usne koshish ki. (53:39)

    ReplyDelete